[go: up one dir, main page]

Download as pptx, pdf, or txt
Download as pptx, pdf, or txt
You are on page 1of 32

SURAH AL-WAQIAH

SURAH NUMBER 56
AYATS :96
RUKU:3
MEANING :

• Lafzi:
• uper se niche girna istarhase ki sabhi ka dhyan uski taraf
khincta hai
• barpa hona
• sabit hona
• Islahi : Qayamat
QAYAMAT KE DIN KYA HOGA

• Zalzala.
• Pahad reza reza hojayege .
• Sab bikhri dhul ho jayege.

Before After
HADITH

The Prophet said, ‘Whoever recites surah al Waqiah at night


would never encounter poverty’ [Ibn Sunni 620]
The Prophet said, ‘Surah al Waqiah is the Surah of Wealth, so
recite it and teach it to your children'[Ibn Asakir

This Hadith is zaeef X


QAYAMAT KE DIN LOGON KE GROH

Qayamat ke din log 3 groh mein hogen:

Har groh ko unke amaal ka badla diya jayega.


- wo log jinka amaalnama dayen haath
mein diya jayega (imaan wale)

- wo log jinka amaalnama unke bayen


haath mein diya jayega (kafir)

- sabse age hoge, ye wo imaanwale log hai


jinhone neki kerne mein sabqat hasil ki.
BADLA

Sone ke thakhton par ek dusron ke saamne takiya lagaye baithe


hoge.
Surai aur pyalon mein sharab pesh kerrahe hoge ladke .
Unki pasand ke meve hoge
BADLA

Khidmat ke liye hamesha ladke mujod


hoge.
Na bekar ki baten sunege aur na gunah ki.
Salam hi salam hoga .
BADLA

Parindon ka gosht .
Badi badi ankhon wali hurren hogi .
BADLA

Ghana saya aur behta pani ..


Unche unche farsh .
Humumr biwiyan hogi .
BADLA

• Bina katon ke beir .


• Tay ba tai kayla.
• Har tarah ke phal .
BADLA

Garm hawa aur garm pani .


Kale dhuon ka saya.
BADLA

Khane ke liye zaqqum ka ped .


Pine ke liye garm ubalta pani.
( )

Kabhi nahi khatm hone wali pyaas jaise ke bimar unth ki tarah jo pani
per pani peeta hai per fir bhi uski pyaas dur nahi hogi aur akhir uska
pet fhat jata hai aur uski maut ho jati hai .
HINSIL AZEEM KYA HAI

Qabeera gunah :
Shirk ,zina ,qatl,jadu,maa baap ki nafrmani .
KYA KEHTE THE ;

Jab hum mar jayege aur mitti aur haddi


ho jayege to hum aur hamare baap -
dada kya phir se uthaye jayege .
ALLAH NE JAWAB DIYA

Beshak sare agle aur pichle sabhi phirse


zinda kiye jayege aur jama kiye jayege us
muqarrar din per ( Qayamat ke din )
AWWALEEN KON HAI .

• Awwaleen :1.pehli ummaton mein se hoge .


• 2.Nabi (saw ) ki ummat mein se
• hoge .
• 3.Sahaba aur tabain mein se
• hoge .
AKHAREEN KON HOGE .

• 1. Nabi (saw ) ki ummat mein se hoge .


• 2. Pehli ummat mein se hoge .
• 3 Taba tabain .
Qayamat ka din:
ALLAH HI KE HATH MEIN PAIDA KERNA HAI
YAAD DAHANI
QURAN KE LIYE WUDU KERNA CHAHIYE

Quran barkat , rehmat aur azmat wali kitab hai .


QURAN PADNE KE ADAAB
1.Taharat
2.Na paki ki halat mein
nahi chu sakte .
3. Wuzu.
4.Tawooz tasmiya ke sath
5. Jannat ka zikr ho to uska sawaal karna chahiye
6. Dozakh ka zikr ho, to usse panah mangni chahiye
7. Sajdah ayah par foran sajdah karna chahiye
8. Tajwid ke sath, khoobsurath awaaz mein
9. Acchi qirat se
JAAN KUNI
JAAN KUNI ;

Nek insaan ki jaan asani se nikle gi .


Bure insaan ki jaan bohot takleef se niklegi
farishte uski rooh ko mar ker , aur ghasit ker
lejayege
Qayamat ke din log 3 groh mein hogen:
( )
• Ye wo hai jo neki ke kaam mein sabqat kerte
hai
• Allah ke karibi Jannat mein hoge
( )
Jinhe amaal nama unke dayen haath mein diya
jayega .
Imaan wale .
Jannat mein jayege .
( )
Gumraah log jinke amaal bayen hath mein diye
jayege .
Jahannam me jayege
Kholta pani se mehmani hogi

You might also like