Dard Hindi movie
By Jagadish
Scene 1
Shahrukh khan : government kuch karti hain hich nahi is desh mein
Aishwarya rai : har saal government allocates money to public , aur kya karna hain
Shahrukh khan : aajkal ke bache college ki padayi to kar lete hain parantu jobs nahi milta
Aishwarya rai : milta hain par aath hazar ki
Shahrukh khan : bas, marriage mein to ladkiyan pachas hazar ki mang karte hain
Aishwary rai : management jobs are promotion jobs , isliye tankhvah kum milti hain
Shahrukh khan : girls are stupid starting se pachas mang rahe hain who bhi bas panch saal ki experience
Aishwarya rai : saare bache to information technology mein kaam to kar nahi sakte
Shahrukh khan : ho sake to ladkiyon ko updesh de ki bina shadi ke pachas aur ek lakh per month sapne
Aishwarya rai : dard hain andar
Shahrukh khan : dard to hain ladko ko kyunki payment of money ceo assign karte hain we nahi
Aishwarya rai : puchna to chahiye is duniya mein
Shahrukh khan : har ek aadmi pachas ki seema ek hi jhatke mein kud gaya to duniya chala hi nahi sakte
Aishwarya rai : to duniya kaise chalni chahiye
Shahrukh khan : gradual growth with promotions spread through knowledge accumulation patience
Aishwarya rai : to ladkiyon ko gyat hi nahi purane zamane mein ladkiya thi kya
Shahrukh khan : fast paced life style
Aishwary rai : jaldi se kaam nipta jana, jaldi se shaadi amir gharane ka , aur jaldi se amir ban jana
Shahrukh khan : sab dus saal ke aspas mandrati hain , bina dus saal ke koi amir nahi ban sakta
Aishwarya rai : to log ki drushti ka kya
Shahrukh khan : foresight of public is upper middle class
Aishwarya rai : agar khwaish hain amir banne ki to ladkiya karegi kya , bhukhmari
Shahrukh khan : knowledge
Aishwarya rai : haa samjh gayi, jo pustako ko bhagwan mante hain , usi ke paas paisa hota hain
Shahrukh khan :jeene ka tareeka batate hain authors, follow karo to bhikari bhi amir ban sakta hain
Aishwarya rai : example
Shahrukh khan : credits cards no usage , speak truth, read finance books , keep expenditure minimum
Aishwarya rai : thankyou , aage jakar paisa kamao to pustake kaam ki cheez hain
Shahrukh khan : jo yeh padna ya padaku nahi hain , wo unati kar hi nahi sakta , negotiation poor pauper
Aiswarya rai : thankyou
Scene 2
Shahrukh khan : bhai job chahiye is duniya mein
Salman khan : nahi mil sakta
Shahrukh khan : pandrah saal ki experience hain
Salman khan : yaha par kaam nahi hain
Shahrukh khan : house full
Salman khan : haan
Shahrukh khan : to main kaam kaise karoo
Salman khan :bank se udhar le aur entrerpreneurship kar
Shahrukh khan : logo se kaam karana nahi ata
Salman khan : phir to bhukh mari mein mar , mein kuch nahi kar sakta
Shahrukh khan : doosra koi upay
Salman khan : public ko help de , tera kaam ban jayega
Shahrukh khan : usi ko entrepreneurship kehte hain
Salman khan : haan
Shahrukh khan : logo ki bhalayi kare to unnati , logo ke khilaf jaye to bhukhmari
Salman khan : ab karega kya
Shahrukh khan : lekhak
Salman khan : kyon
Shahrukh khan : logo ko bataunga yah duniya hain kya , meri drusthi se
Salman khan : paisa to mil hi jayega, passive income
Shahrukh khan : to ban sakta hoon
Salman khan :haan , par ek kaam nahi karne ka lekhak banne ke baad
Shahrukh khan : wo hai biography of criticism unless proven guilty
Salman khan : haan , aur ek cheez , daroo, jua , ladki , aur sharab kabhi touch nahi karne ka
Shahrukh khan : yeh kyon
Salman khan : kyonki har eki ki kismat biography hain jab kharab nikli to paisa aur job dono gaye haath
se
Shahrukh khan : aur vapas kaise la sakte hain , character
Salman khan : kabhi nahi , once tarnished , jivan bhar thapa mathe par aur kalank utrega bhi nahi
Shahrukh khan : thankyou , to mein lekhak nahi banuga
Salman khan : dar gaya kya
Shahrukh khan : little bit scared
Salman khan : yaha par koi sa bhi kaam le , biography mein daal ke istri kar dete hain log
Shahrukh khan : to bachoo main kaise is duniya se
Salman khan : decisions kam le, logo se kam baat kar, media se door rehna behtar, aur introvert job
Shahrukh khan : thankyou
Salman khan : aur ek baat yaad rakh , is duniya mein jeena hain to biographies pad kar yaad farma tabhi
bachne ke chances jyada hain , yaha par knowledgeable parties yaad karke bachte hain , fas jane ke
chances maximum if illiterate , if literate middle class till death and rich when old only when read books
Shahrukh khan : oh !!!!! Thankyou
Scene 3
Amir khan : kyon shahrukh , khali baithe ho
Shahrukh khan : koi job hain hi nahi
Amir khan : years of experience
Shahrukh khan : pure pandrah saal kaam kiya re
Amir khan : ab kya hua
Sharukh khan : corona virus ayi , job chuth gayi
Amir khan : wo to ana hi tha , logo ka ghamand todne ke liye
Shahrukh khan ; matlab
Amir khan : jab sab acha chalta hain to log padayi karte hain , experience badane ke liye courses mein
join hote hain ,investments in knowledge karte hain , desh age badane ke liye phd karte hain
Shahrukh khan : maine to kuch kiya hi nahi
Amir khan : to pura din tv ke saath chipakne ke liye yeh duniya bani hain soch ke aram se baithe ho
Shahrukh khan : haan , wohi socha tha
Amir khan : job milna aaj ke duniya mein bahut badi baat hain , use kayam karna usse bhi badi b aat
Shahrukh khan : galti ki mafi mere baap
Amir khan : duniya mein jeena hain to baithne aur shikar karne se pet puja nahi hoti
Shahrukh khan : ab jab naukri ud gayi , ghar mein baithne ko bol diya to tay tay phis ho rahi hain , ghar
se kaam karna nahi ata, bahar jau to job nahi to bhukh mari
Amir khan : log adjustment karte hain , aap ki tarah nahi baiththe, aapki biwi kuch nahi bolti kya
Shahrukh khan : kya bole jab tak job tha kuch kaha nahi , ab muh latkaye baithi hain
Amir khan : to karoge kya , bank balance kitni hain
Shahrukh khan : 80000 rs savings bank
Amir khan : bas
Shahrukh khan : kitna hona tha
Amir khan : unlimited, kaam karte jao , paisa bachate jao , aur duniya ko lootte jao , yahi hain seekh, koi
doosre ke liye bana hi nahi, sab selfish aur duniya ke bare mein sochna band kariye aur family welfare
scheme mein paisa daliye , tab bachenge
Shahrukh khan : trade secret
Amir khan : ab who kya hain
Shahrukh khan : pension scheme mein dala hain paisa
Amir khan : congrats , age
Shahrukh khan : tees hazar till death
Amir khan : usko dugna karne ka saubhagya
Shahrukh khan : kyon dugna , who to jeevan bhar ka aadhar hain
Amir khan : paisa ped mein nahi ugta , compounding kariye tab bachenge
Shahrukh khan : par pension to jeevan bhar milega
Amir khan : foolish candidature
Shahrukh khan : kyon
Amir khan : pension apne naam meein hain
Shahrukh khan : haan
Amir khan : agar is samay aap gujar gaye to family pension kitni hain
Shahrukh khan : zero
Amir khan : isko kehte hain bewkoofi
Shahrukh khan : par mere naam pe to hain pension
Amir khan : guzarne par
Shahrukh khan : kuch bhi nahi
Amir khan : are bewkoof , family dekha kar , agar paise biwi ke naam par hota to tab malamal , family
welfare scheme mein apne naam mein rakha , mar jaye to family footpath mein a sakti hain , tab kya
karoge , jab tak zinda ho , fight bhi kar sakte ho , jab gujar jaye to family biwi bacho ka kya
Shahrukh khan : to karna kya tha
Amir khan : pension biwi par pehle lena tha , uske baad apne naam par aur bacha paisa to bache ke
naam par
Shahrukh khan : utna paisa family mein dena padta hain
Amir khan : isliye jo intelligent hote hain we bas kaam karte hain , munafa nahi dekhte , go on
contributing , go on recieiving money , go on doing job , go on earning , you would be wise
Shahrukh khan : suna hain naam uska , entropy bolte hain
Amir khan : haan , entropy lifestyle
Shahrukh khan : agar is tarah ki lifestyle jiyu to politicians ko paisa dena padta hain aur main dena nahi
chahta
Amir khan : log doosro ko paisa nahi dete , society ko stable rakhne ke liye paise dete hain
Shahrukh khan : oh !!!! Main de nahi sakta
Amir khan : to amir ban hi mat , middle class bhi ban nahi sakta , waha par jyada paisa hain hi nahi,
employees are paid less those who are weak
Shahrukh khan : to karoo kya
Amir khan : ek salah deta hoon
Shahrukh khan : boliye
Amir khan : 80,000 rs jo hain usko investment bank mein jakar ke kitna paisa mil sakta hain who find out
kijiye aapko paisa mil jayega if they are positive
Shahrukh khan : aur investment bank kaha par hain
Amir khan : yeh raha card and that is bomman irani you have to meet
Shahrukh khan : thank you
Amir khan : beshak , best wishes
Scene 4
Arshad warsi : kya chahiye sir
Shahrukh khan : kuch nahi corona virus mein kuch dawayi jo mein apne parivar ko de sakoo
Arshad warsi : homeopathy
Sharukh khan : yes sir , kuch milega ,jisse virus se bach sakoo
Arshad warsi : beshak but it is bit costly
Shahrukh khan : no problm , one bottle
Arshad warsi : subah ek baar , shaam ko ek baar before food eating
Shahrukh khan : thankyou
Arshad warsi : 30000 rupees
Shahrukh khan : itna kyon
Arshad warsi : business
Shahrukh khan : nahi hain
Arshad warsi : sir , mein ghar mein bana nahi sakta , costly isliye kyonki videsh se mangana padta hain
Shahrukh khan : sorry , bank mein 80000 hain bus
Arshad warsi : aap log insurance nahi karte kya
Shahrukh khan ; insurance , oh medical insurance , is saal nahi karvaya
Arshad warsi ; to last year than , ab is saal nahi karvaya
Shahrukh khan : bhool gaya
Arshad warsi : aapki koi biwi nahi
Shahrukh khan : haan hain par housewife
Arshad warsi : sir insurance coverage mein corona virus bhi cover ho sakta tha aapne karvaya hota
Shahrukh khan : how much to pay
Arshad warsi :sir , doctor who , 30000 ke badle mein 3000 mein de sakta hoon par do logo ke liye ayega
Shahrukh khan : teen log hain sir , 3000 mein 3 log
Arshad warsi : sir agar teen bacha hain to main aapko dhoke mein nahi rakh sakta pay 30000 and pick up
the entire kit , aap corona se bach sakte hain
Shahrukh khan : oh !!!! 30000 rs , kit please
Arshad warsi : homeopathy kit aapka , thanks for trusting doctors
Shahrukh khan : paisa jyada puch liya
Arshad warsi ; being alive is more important sir , baad mein earn kar lijiyega
Shahrukh khan : thanks for the advice
Arshad warsi : shukriya , clinic mein ane keliye , kisi ko pata bhi nahi ki homeopathy is a branch , sab
allopathy sochte hain , awareness honi chahiye
Shahrukh khan : thank you
Arshad warsi : thank you for trusting , aage se insurance lijiyega without fail, instead of lazyness
Scene 5
Bomman irani : good morning
Shahrukh khan : medical insurance chahiye tha
Bomman irani : its march
Shahrukh khan : yes
Bomman irani : previous insurance claim
Shahrukh khan : not processed
Bomman irani : oh !!!! Insurance claim or insurance coverage
Shah rukh khan : insurance coverage
Bomman irani : we are closing the company for 1 month
Shahrukh khan : sir , saal ke pehle hi teen mahino ke andar
Bomman irani : aapke pass jab teen mahine the to kya kiya
Shahrukh khan : sir , history is poor of medical insurance
Bomman irani : kabhi kabar karte hain , kabhi kabar nahi
Shahrukh khan : yes sir
Bomman irani : we look at medical history
Shahrukh khan : wo to mere paas hain hich nahi
Bomman irani : aapke ghar mein koi patient either out patient or in patient
Shahrukh khan : none , till now all are well
Bomman irani : is saal bhi chod dijiye
Shahrukh khan : sir , corona virus ka prabhav hain desh mein medical insurance is compulsory sir
Bomman irani : yehi problem hain jab sankat aati tab medical insurance karte hain tab tak gulchude
Shahrukh khan : oh !!!!
Bomman irani : job continuing
Shahrukh khan : nahi pata sir ,
Bomman irani : without job medical insurance dena bahut mushkil ka kaam hain
Shahrukh khan : kuch teda meda karke dena , sorry mushkil sthithi mein hoon
Bomman irani : never ever lose your character
Shahrukh khan : sir , tension agar parivar ko kuch ho gaya to
Bomman irani : you arent rich
Shahrukh khan : no sir , middle class rich
Bomman irani : cash 15 lakhs
Shahrukh khan : no sir only 80000 rs savings account
Bomman irani : pension
Shahrukh khan : 30000 rs per month
Bomman irani : bache aap
Shahrukh khan : abhi bhi nahi, friends bolte hain ki kum hain
Bomman irani : aise hi hone chahiye friends, never keep a friend cozy with money sufficient
Shahrukh khan ; oh!!!!
Bomman irani : pension hain , musibat aan padi desh par , bachna chahte ho , isliye sanction kar raha
hoon
Shahrukh khan ; thankyou sir
Bomman irani : government is positive , you are safe
Shahrukh khan : thank you for helping me
Bomman irani : musibat ka samay hain , best wishes , doctors ko dhanyawad dena mat bhulna
Shahrukh khan : beshak , claaps and left happily
Scene 6
Aishwarya rai : insurance coverage huyi is saal
Shahrukh khan : haa was lucky
Aishwarya rai : khana
Shahrukh khan :bhukh lagi hain
Aishwarya rai : saaman khareedna hain
Shahrukh khan : is samay mein bahar jana munasib nahi hain
Aishwarya rai : internet se manga lenge
Shahrukh khan : mujhko internet chalana nahi aata
Aishwarya rai : mujhe bhi , housewife
Shahrukh khan : ladkiyan kuch seekhti bhi nahi , saara kaam mard ko karna padta hain
Aishwarya rai :mujhe kya pata ki corana virus aakar , mera sara ghar ujad jayega
Shahrukh khan : one should be ready
Aishwarya rai : yeh bhasah apne ko dena , mard should be competent and teach wife
Shahrukh khan : not ulta , be asset not liability
Aishwarya rai : beshak , ab khana
Shahrukh khan : debit card tha , chori ho chuki
Aishwarya rai : wo kaise aur mujhe bataya bhi nahi
Shahrukh khan : hain mere paas but not working
Aishwarya rai : debit card phir kis khushi mein hain tumhare paas
Shahrukh khan : chor ne pucha to pachis hazar gumshuda
Aishwarya rai : aise kaise
Shahrukh khan : stupidity of mine
Aishwarya rai : mujhe bataya bhi nahi
Shahrukh khan : debit card ka number aur otp bata diya chori hogayi
Aishwarya rai : oh !!! Ab bata rahe ho , debit card phek dena tha
Shahrukh khan : bina tumhe bataye kar nahi sakta
Aishwarya rai : yeh kissa kab hua
Shahrukh khan : ek hafte pehle
Aishwarya rai : phir se hua to
Shahrukh khan : prescence of mind bhool gaya , age se nahi hoga , otp create hoti hain isliye satark
Aishwarya rai : free flow mein sab kuch ugal diya
Shahrukh khan : sorry
Aishwarya rai : batane ke liye shukriya for having trust on me
Shahrukh khan :aage nahi hoga
Aishwarya rai : debit card wapas kar dijiye
Shahrukh khan : nayi debit card fresh
Aishwarya rai : ek baar galti ki , dobara phir se , shukr manayiye ki baar bari se chori nahi hoti
Shahrukh khan : one time password ki wajah se
Aishwarya rai : thanks to the bank for taking care of pass book owners
Shahrukh khan : beshak , thanks for not criticizing ferociously
Aishwarya rai : galti har ek se hoti hain , dhyaan se kharch kariye, we are not crorepatis
Shahrukh khan : I know , I will be careful from here on , bas beh gaya discussion was superb
Aishwarya rai : stupid husband
Shahrukh khan : stupid husband , doesn’t know internet usage , bhukhmari ,now tension
Scene 7
Akshay kumar : shahrukh khan ji aayiye , kya khareedenge
Shahrukh khan : kuch saaman khareedna tha aapse
Akshay kumar : aaj kal sir technology mein log kaam karte hain
Shahrukh khan : internet chalana nahi aata
Akshay kumar : internet nahi lagvaya
Shahrukh khan : bach use karta hain , main nahi
Akshay kumar : aapko malum hain ki bahar ana kitna kharab hain
Shahrukh khan : haam malum hain , parantu bache se puchna sharmindagi
Akshay kumar : aap abhi bhi purane zamane ke hain , umr
Shahrukh khan : 56 years
Akshay kumar : to bache ki umr kareeb 30 years
Shahrukh khan : late marriage abhi bhi 22 years
Akshay kumar : oh !!!!!
Shahrukh khan : kya bhav hain
Akshay kumar : dukaan internet se chalti hain , jo waha par hain , yahi par wohi daam
Shahrukh khan : credit card chalega
Akshay kumar : never sir , litigations with bank bahut hain
Shahrukh khan : pehli baar kisi ne credit card no bola hain
Akshay kumar : aapka kya hain sir , credit card full amount use kar lete hain aur takleef humko hoti hain
Shahrukh khan : clearance to easy hain
Akshay kumar : samajhdar log debit card use karte hain sir , credit card use kar rahe hain to clearance
tough
Shahrukh khan : wo meri zimmedari hain
Akshay kumar : court kacheri mein padna hi nahi, credit card clear nahi hua to mein kangal indirectly
Shahrukh khan : samajhdar log musibat mein bhi credit card nahi use karne ka
Akshay kumar : yes shahurkh ji, paisa jyada use ho jata hain aur takleef dukandaar uthata hain
Shahrukh khan : job se bedhakal
Akshay kumar : credit card use kar rahe hain to tabhi samajh gaya ki job aapka swaha
Shahrukh khan : swaha
Akshay kumar : nahi accept karta sir , bahur jhanjhat ka kaam hain , no to credit card by seller
Shahrukh khan : to main khau kaise
Akshay kumar : internet jobs , correspondence jobs , it jobs, courier jobs ,networking jobs
Shahrukh khan : thank you, koi hain yeh dene wala
Akshay kumar : haan abhishek bachan sir , jo mushkil mein job de sakta hain
Shahrukh khan : thank you ,phone number
Akshay kumar : phone number, no credit card please , only debit else budget the house by doing job
Shahrukh khan : ok ok ok
Akshay kumar : thank you for the advice to listen to patiently
Scene 8
Ranveer : paapa college bandh
Shahrukh khan : bandh bole to
Ranveer : papa bandh ka matlab hain ghar se padayi
Shahrukh khan : desh isi saal unnati karna tha technology mein
Ranveer ; internet unlimited chahiye padne ke liye
Shahrukh khan : ab internet ko kya hua
Ranveer : hamare ghar mein unlimited package hain hi nahi
Shahrukh khan : aur ye college ko kya hua
Ranveer : corona virus se bachne ke liye college ne ghar mein app through padane ka nishchay kiya hain
Shahrukh khan : app main sab kuch pada sakte hain
Ranveer : haan pitaji
Shahrukh khan : kitna budget lagaya apni padayi puri karne ke liye
Ranveer : dus hazar per month , 2 lakh per year, do saal ki course
Shahrukh khan : monthly course kum paisa hain , aur saal payment jyada
Ranveer : haan
Shahrukh khan : kaha se lau itna paisa
Ranveer : agar aap apne bhai ki baat maan lete to yeh naubat nahi ati thi
Shahrukh khan : haan bhai
Ranveer : teen saal pehle offer aya tha 1 crore per year aamdani karne ke liye jo aapne thukra diya
Shahrukh khan : haa malum hain , main free mein apni time pass karna chahta tha , company policy ke
hisab se kaam karna bahut mushkil ka kaam hain , bahut conditions hote hain , paisa to dete hain , par
kaam bhi bahut hota hain
Ranveer : agar aap alsi nahi hote to hum 3 crore ke malik aur age bhi crorepati ka beta hota naki
berojgari ke chaapal kha raha hoon
Shahrukh khan :papa ko bada dekhne ki khwaish
Ranveer : haa !!!! Opportunities knoch the door but you are not alert
Shahrukh khan : haan main alsi tha , ab bhi bhi hoon , isliye kaam kar nahi pa raha hoon , ghar chalega
kaise
Ranveer : meri college
Shahrukh khan : kal baat ho rahi hain kisi abhishek bachan ke saath , dekhta hoon kya kaam milega , jab
milega to bhar doonga tere college ke paise ,ab khush
Ranveer : beshak , thank you
Shahrukh khan : thank you , ab paise kaise lau , kal dekhta hoon , who the hell is this guy
Ranveer : acha to main chaloo
Shahrukh khan : dosto ka bulava
Ranveer : unlimited package lagva dijiye , mera kaam khatm
Shahrukh khan : oh !!!! beshak
Scene 9
Abhishek bachan : kaun sa kaam pasand karenge aap
Shahrukh khan : koi sa bhi aap chahenge
Abhishek bachan : qualification
Shahrukh khan : mba
Abhishek bachan : intermediate
Shahrukh khan : cec
Abhishek bachan : medicine distribution
Shahrukhkhan : nahi aata
Abhishek bachan : to main aap ko rai kaise de sakta hoon
Shahrukh khan : mujhe choose karna ana chahiye intermediate ke bal bute par
Abhishek bachan ; haan
Shahrukh khan : oh !!!!
Abhishek bachan : ab boliye kaun si job lena pasand karenge
Shahrukh khan : chef cook
Abhishek bachan : experience
Shahrukh khan : nil
Abhishek bachan : jab bhi koi job doonde to previous years ki experience ke bal bute par future job tay
Shahrukh khan : phir to job is human relations
Abhishek bachan : years of experience
Shahrukh khan ; pandrah saal
Abhishek bachan : phir to job paki
Shahrukh khan : kaha par
Abhishek bachan : years of experience hain to koi na koi to dila hi dega
Shahrukh khan : tankhwah
Abhishek bachan : negotiation
Shahrukh khan : tees hazar milta tha jab job choda to usse kum mein kaam karna nahi ata
Abhishek bachan : you are putting puzzle in my dictionary
Shahrukh khan : tees hazar se bhi kum takhwah
Abhishek bachan : job jab doondte hain to tankhwah nahi puchte
Shahrukh khan : kyon, tees hazar se kam
Abhishek bachan : aapne kaam to kiya hain par zindagi nahi dekhi
Shahrukh khan : reveal
Abhishek bachan : aaj kal ki naukri dekhne ka nazariya hain ki kitni jaldi promotions mil sakti hain , aur
kitni jaldi malamal banne ke sapne, tatparya yeh hain ki agar aapko tees hazar se bhi kam agar kaam
karna pade to thukrayiye mat , yeh dekhiye ki company mein promotions kab milti hain and opportunity
to become rich and wealthy as quickly as possible without sweating an inch working with peers gaining
knowledge and being asset to company gaining to become wealthy as quickly as possibe
Shahrukh khan ; waise doondte hain job aajkal
Abhishek bachan : beshak
Shahrukh khan : ab company kaha par jau
Abhishek bachan : hospital job
Shahrukh khan : who to medicine hain , main cec background
Abhishek bachan : aapne kaha human relations
Shahrukh khan : oh isliye , beshak , kaam
Abhishek bachan :agar selected to bata denge kaam kya hain
Shahrukh khan : thank you aur tankhwah
Abhishek bachan ; nahi malum , bas yeh bataya gaya hain ki negotiable
Shahrukh khan : thank you , visiting card
Abhishek bachan : thank you
Scene 10
Paresh rawal : aayiye aap hi ka intezar tha mujhe
Shahrukh khan : to aapko mere bare mein pata hain
Paresh rawal : puch tash kar chuka hoon
Shahrukh khan : to bata sakte hain mere bare mein
Paresh rawal : job mein rakh raha hoon to puch tash to karni padti hain
Shahrukh khan : par karte kaise hain push tash
Paresh rawal : very easy , aapki biodata
Shahrukh khan : meri biodata
Paresh rawal : schooling , college , post graduation , experience certificates
Shahrukh khan : isliye aap minimum qualification post graduation bataya gaya hain
Paresh rawal : log uteernata pa lene ki jigyasa rakhte hain, jab progress ki jaye to log ka vishwas us
aadmi par dugna ho jata hain , agar progress na ho to aadmi ko chunna mushkil ka kaam hain , padne ki
jigyasa kabhi bhi kum nahi honi chahiye , yeh mera manna hain , jab shiksha grahan karte hain to jitna
jyada pade likhe utna confidence level to face society hoti hain , minimum qualification ke balbute par
character grooming up ka hisab kitab hi mil jata hain , who hi hain humare success or failure company ka
shiksha grahan
Shahrukh khan : oh !!! Pata chal gaya , secret of qualification kyon badi honi chahiye
Paresh rawal : tankhwah kitni loge
Shahrukh khan : tees hazar
Paresh rawal : kaam kya hain
Shahrukh khan : wo to aap batayiye
Paresh rawal : bina job chune tankhawah ki rakm bata di
Shahrukh khan : sorry
Paresh rawal : yaha par sab logo ko apni izzat pyari hain, par experience koi gain nahi karna chahta
Shahrukh khan : pichle job mein tees hazar ki mahine ki tankhwah ati thi
Paresh rawal : log budhu ka kaam karte hain , mein experince ki baatkar raha hoon aur aap izzat
Shahrukh khan : kitna mahine ki tankhwah
Paresh rawal : kuch bhi nahi
Shahrukh khan : yeh kya , bina paise ki job
Paresh rawal : karna ata hain
Shahrukh khan : aata hain par paisa kaise ayega wetan
Paresh rawal : jitna mehnat , jitna dimag lagaoge utni mahine ki tankhwah
Shahrukh khan : manzoor
Paresh rawal : kyon
Shahrukh khan : knowledge based job mein paisa mere hisab se ayega , jitni mehnat utni tankhwah
Paresh rawal : yaha par dega kaun , yeh to pucha hi nahi
Shahrukh khan : again sorry , 1 million per month mil sakta hain agar dimag lagau to
Paresh rawal : dene wala main hoon isliye 50000 se jyada main de hi nahi sakta per month
Shahrukh khan : tees hazar minimum 50000 maximum , done
Paresh rawal : doosre par nirbhar ho isliye 50000 maximum , apne bal bute par khade hote to 1 million
kya 1 billion per month mil sakta than , parantu mere par nirbhar ho isliye kum paise mil rahe hain
Shahrukh khan : yaha par deta kaun hain sir , sab apni jeb mein rakh dete hain , employees are
dependent , are dependent
Paresh rawal : soch tumhari labor class jaisi hain
Shahrukh khan : meaning
Paresh rawal : main tumhe 50000 de raha hoon per month , iska matlab mere paas kitna paisa ikhata
hain, soch ke batayiye
Shahrukh khan : 50000 se bhi jyada rakhm
Paresh rawal : aur mere majdoor 30 jan minimum har din kaam karte hain
Shahrukh khan : to aapki company minimum kitni kamati hain
Paresh rawal : 1 billion per year aur mein tumko kitna de raha hoon
Shahrukh khan : 50000 per month
Paresh rawal : bas itna sa
Shahrukh khan : jiski compay , uski thaat , jiski kursi , uska boss aur boss jaise bolega employees sunenge
Paresh rawal : pandrah saal ki naukri ki experience hain , phir bhi 30000 per month , apne aap par thuk
mar aur bol faulad ka dimag hain , doosro par nirbhar nahi hona chahta , akalmand log doosro ki madad
karke malamal ban jate hain by giving helping hand to 1 trillion population aur earn karte hain karodo
mein aur employees ko bhikari ka paisa dete hain kyonki company unki aur joote employees ke liye
banaya gaya hain private companies of bharat
Shah rukh khan : bravery to set up company , beshak try karoonga
Paresh rawal : anil kapoor se baat kariye , bank ceo hain , paise mil jayenge
Shahrukh khan : thankyou
Paresh rawal : jyada sochiye tab desh ki tarakki, choti si soch , bharat desh ki barbadi ka karan
Shahrukh khan : thank you
Scene 11
Anil kapoor : abhi tak ki experience
Shahrukh khan ; pandrah saal ki naukri
Anil kapoor : field
Shahrukh khan : human relations
Anil kapoor : experience certificate
Shahrukh khan : nahi hain
Anil kapoor : to main kaise man loo ki aap human relations mein experinced hain
Shahrukh khan : word of mouth
Anil kapoor ; aise to kai log padhar ke bina saboot ke kuch bhi bake aur hume manna padega , foolish
Shahrukh khan : humari company experience certificate nahi deti
Anil kapoor : proof without acceptance
Shahrukh khan : aur mere pass chara kuch bhi nahi hain
Anil kapoor : aapne kaam kaise kiya bina experince certificate ke liye bank doesn’t have any proof of job
Shahrukh khan : nahi malum tha ki experince certificate chahiye
Anil kapoor : aap visionary nahi hain , iska behad mujhko afsos hain
Shahrukh khan : kyon
Anil kapoor : aap mere paas aye hain company setup karne ke liye aur aap ke pass besik commonsense
to have experience certificate to prove job role hi nahi hain to main kaise maan loo ki aap ache uch darj
ke ceo hain jo public ka bhala karenge
Shahrukh khan : employees ka bhala hoga , public ka kaise
Anil kapoor : end product bechne par
Shahrukh khan : par meri company kya hain
Anil kapoor : who bhi nahi malum
Shahrukh khan : paresh rawal ne kaha ki aap rakm denge to main chala aya
Anil kapoor : koi bhi aapko kuch bhi bole to chale ate hain bank bina kuch soch vichar kiye bina
Shahrukh khan : thoda bahut to gyaat hain
Anil kapoor : negotiation company
Shahrukh khan : sorry , main chalta hoon, unnecessary disturbed you
Anil kapoor : pehle kuch seekh ke ayiye phir public ko sambhalne ki baat kariye ga
Shahrukh khan : sorry , padayi nahi ki , isliye bhugat raha hoon
Anil kapoor : ache dino mein foresight hoti to bure dino ki takdeer hi kuch aur hoti
Shahrukh khan : sorry I am leaving
Anil kapoor : kuch bhi kahiye sir , aap se mulakat bahut romanchak tha
Shahrukh khan : oh !!!!
Scene 12
Aishwarya rai : ghar mein baithne se bhookh nahi mitti
Shahrukh khan : bank ne bhi inkar kar diya company setup karne ke chances hi nahi hain
Aishwarya rai : we will go to foreign and earn money
Shahrukh khan : waha pe padayi karte hain aur pustake padte hain
Aishwarya rai : yeh duniya banayi gayi hain padne walo ke liye
Shahrukh khan : who mujhe pandrah saal ke baad pata chali hain
Aishwaraya rai : to tum padte kyon nahi hain
Shahrukh khan : padne se mujhe chid hain
Aishwarya rai ; to ab karoge kya
Shahrukh khan : dekhenge corona virus kab samapt hoga , jab hoga to doondenge job
Aishwarya rai : agar saalo lage to kya karoge
Shahrukh khan : karna kya hain aaram ki zindagi hain , bina kuch kiye 30000 to mil hi raha hain
Aishwarya rai : agar paisa kum pad jaye to
Shahrukh khan : to tum naukri kar dena
Aishwarya rai : mujhe bahar ki duniya se jujhna nahi ata , aap hi jujhiye , main chali rasoi ghar mein
Corona virus took a decade to get wiped out , father in law of aishwarya rai took care of them , job of
shahrukh khan was pitiable , he never learnt anything , did jobs haywire and till today he is not rich
Kehte hain jo padaku hota hain who amir kehlvata han baki sab nikame paupers of nation
END OF DARD HINDI MOVIE