Ladkiyon ki baaraat
By Jagadish
Karni thi mujhko shaadi
Honi thi meri barbaadi
Phir bhi na mila chain ki neend
Ladkiyon ki a agayi jhund ki bheed
Mein phas gaya shaadi ki muhurat mein
Ab kya karoo aur kisse jujhoo
Ladkiyon ki mela
Mujhko nahi sajta
Ab mujhko koi le jaye
To main bachoo is jhamele mein
Mujhko karni thi ek shaadi
Mela lag gayi dobara
Main phas gaya bechara
Ek ladki ki koshish main
Maine ki doosre se samjhauta
A pad gaye gale mein nyota
Ladkiyo ki gali mein main bas akela
Ati nahi thi gali dena
Mujhko sab ne lubhaya
Main kaha phas gaya
Ab bachne ke chances kum hain
Bujurg ki toil jyada hain
Ab ayegi meri tabiyat kharab
Mujhe mangna padega ghudsavari
Meri barat ane ki hain bari
Ladkiyan hoti hain khubsurat
Main kaha se mang baithu
Ati hain nayi si naveli dulhan
Chahta hun bas ek
Milti mujhko anek
Phaurun se kar doo haa
Mujhe mangna padega istifa
Ladkiya hain hin good
Main ban gaya very good
Karni thi mujhko shaadi
Honi thi meri barbaadi
Phir bhi na mila chain ki neend
Ladkiyon ki a agayi jhund ki bheed
Mein phas gaya shaadi ki muhurat mein
Ab kya karoo aur kisse jujhoo
Ladkiyon ki mela
Mujhko nahi sajta
Ab mujhko koi le jaye
To main bachoo is jhamele mein
Mujhko karni thi ek shaadi
Mela lag gayi dobara
Main phas gaya bechara
Bujurg ate hain hazar
Main kaha se doo tyohaar
Sajti rehti hain mere angan mein
Kisse karoo main pyaar
Ladkiyon ki toli kam nahi hoti
Achi ladki to main chahoo
Kaun buri kaun sahi kya main janoo
Maa baap ko bheja to confusion laga
Ache to sare hain tujhko kya bhayega
Meri afat ki toil hi itni
Ek se nahi phasti
Teen chaar loo to muskura kar laut aya
Mujhe nahi hain phasna
Ek ladki ki koshish main
Maine ki doosre se samjhauta
A pad gaye gale mein nyota
Ladkiyo ki gali mein main bas akela
Ati nahi thi gali dena
Mujhko sab ne lubhaya
Main kaha phas gaya
Ab bachne ke chances kum hain
Bujurg ki toil jyada hain
Ab ayegi meri tabiyat kharab
Mujhe mangna padega ghudsavari
Meri barat ane ki hain bari
Gali gali mein ladkiyan hain
Har ek khubsurat se sajti hain
Kis kis ko dekhoo
Sab mashooka hain meri
Gali se gujru
To shaadi hone ka dar hain
Rayeez mera baap nahi main khud hun
To inki izzazat ke bina main kisko dekhoon
Nazar mein ate hin pinzara khali
Mere baap se bhi bade inke nakhre
Sabke paas hain boyfriend
Meri hi nahi hain girlfriend
achi ladki to main chahoo
Kaun buri kaun sahi kya main janoo
Maa baap ko bheja to confusion laga
Ache to sare hain tujhko kya bhayega
Meri afat ki toil hi itni
Ek se nahi phasti
Teen chaar loo to muskura kar laut aya
Mujhe nahi hain phasna
Shaadi karna bahut afat ki toil hain
Karne jau to boyfriend ki rok tok hain
Ladkiyon se puchoo
To meri izzat gavane ki sharafat hain
Gali se gujru to boyfriend se panda hain
Shaadi ka nyota diya
To boyfriend lekar bhag gaya
Main bechara akela reh gaya
Gali gali mein ladkiyan hain
Har ek khubsurat se sajti hain
Kis kis ko dekhoo
Sab mashooka hain meri
Gali se gujru
To shaadi hone ka dar hain
Karni thi mujhko shaadi
Honi thi meri barbaadi
Phir bhi na mila chain ki neend
Ladkiyon ki a agayi jhund ki bheed
Mein phas gaya shaadi ki muhurat mein
Ab kya karoo aur kisse jujhoo
Ladkiyon ki mela
Mujhko nahi sajta
Ab mujhko koi le jaye
To main bachoo is jhamele mein
Mujhko karni thi ek shaadi
Mela lag gayi dobara
Main phas gaya bechara
Aati nahi mujhe koi shaadi karne ki reet
Jisse bhi milu uspar mein phida ho jata hoon
Kaha se hogi meri shaadi
Na koi behan hain na koi bhabhi
Main to beech raste mein kata hua patang
Kabhi is chor kabhi us chor
Ghumte ghumte a pahuncha ladkiyon ki gali mein
Shaadi karna bahut afat ki toil hain
Karne jau to boyfriend ki rok tok hain
Ladkiyon se puchoo
To meri izzat gavane ki sharafat hain
Gali se gujru to boyfriend se panda hain
Shaadi ka nyota diya
To boyfriend lekar bhag gaya
Main bechara akela reh gaya
Buda ho gaya aur main chal basa
END OF LADKIYON KI BARAAT